Shams Ur Rehman Alavi is Bhopal-based writer and poet.
He hails from Kakori town in Lucknow. Read this ghazal that deals with the feelings and issues in modern world, in three separate scripts, here:
कभी उसकी जब याद आती नहीं है
उदासी क्यूँ दिल से जाती नहीं है
है एक फाँस अटकी हुई दिल में जैसे
कहीं कोई भी चीज़ भाती नहीं है
ये कैसी अजब दुनिया हमने बना ली
कि एक चिड़िया तक घर में आती नहीं है
ये मीरास٭ सदियों की, नस्लों के ग़म हैं
ये जो दर्द है सिर्फ ज़ाती नहीं है
शम्स उर रहमान अलवी
Now read the same ghazal in Roman English script
Kabhi uski jab yaad aati nahi hai
Udasi kyun dil se jaati nahi hai!
hai ek phaa.ns aTki hui dil mein jaise
kahee.n koi bhi cheez bhaati nahi hai
ye kaisi ajab dunia hamne bana li
ke ek chidya tak ghar mein aati nahi hai
ye meeraas sadiyo.n ki, naslo.n ke gham hain
ye jo dard hai sirf zaati nahin hai
Shams Ur Rehman Alavi
Mini Urdu dictionary
Meeraas [मीरास]= That is inherited or acquired from early generations. Here it is about collective pain, sufferings over generations that have been internalized and add to the existing feeling of frustration or persecution.
Photo courtesy: Phil Mitchell, Pexels
http://dlvr.it/SQYPf1
0 Comments